1.Har karz Dosti ka ada karega kaun,
Jab hum hi nahi rahenge to Dosti karega kaun.
Ay khuda mere Dosto ko salamat rakhna,
Verna mere jeene ki dua karega kaun…
2.Phulon se khubsurat koi nahi,
Sagar se gehara koi nahi,
Ab aapki kya tariff karu,
Dosto mein aap jaisa Dost koi nahi…
3.Agar kal hum nahi bhi rahe,
Hamari yaadein sada rahengi.
Sirf nazare uthake chaand ko dekhna,
Hamari Dosti ki tasvir waha bani rahegi…
4.Teri Dosti ne bahut kuch sikha diya
meri khamosh duniya ko jaise hasa diya
karzdar hu mein khuda ka…
jisne mujhe aap jaise Dost se mila diya…
5.Dosti to sirf ittifaq hai
yeh to Dillon ki mulaqat hai
Dosti nahi dekhti ye din hai ki raat hai
isme to sirf wafadari or jazbaat hai!
Jab hum hi nahi rahenge to Dosti karega kaun.
Ay khuda mere Dosto ko salamat rakhna,
Verna mere jeene ki dua karega kaun…
2.Phulon se khubsurat koi nahi,
Sagar se gehara koi nahi,
Ab aapki kya tariff karu,
Dosto mein aap jaisa Dost koi nahi…
3.Agar kal hum nahi bhi rahe,
Hamari yaadein sada rahengi.
Sirf nazare uthake chaand ko dekhna,
Hamari Dosti ki tasvir waha bani rahegi…
4.Teri Dosti ne bahut kuch sikha diya
meri khamosh duniya ko jaise hasa diya
karzdar hu mein khuda ka…
jisne mujhe aap jaise Dost se mila diya…
5.Dosti to sirf ittifaq hai
yeh to Dillon ki mulaqat hai
Dosti nahi dekhti ye din hai ki raat hai
isme to sirf wafadari or jazbaat hai!