1.Har sapna sacha nahi hota,
hur phool gale ka har nahi hota,
Yu to zindagi mein hazaron milte hain,
Par hur kisisi pyar nahi hota
2.Aasoo-on Ke Chalne Ki Aawaz Nahi Hoti,
Dil Ke Totne Ki Aahat Nahi Hoti,
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas,
To Usey Dard Denay Ki Aadat Nahi Hoti!
3.Jaise chahate hum unhe
vo bhi chahate to koi baat hoti
paane ka armaan to tha,
bin maange mil jate to kya bat hoti
4.Waqt guzarta raha,
par sansey thami thi,
Muskura rahe the hum,
Par ankho mein nami thi,
Saath hamare ye jahan tha sara,
Par na jaane kyun tumhari kami thi...
5.Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai,
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai
hur phool gale ka har nahi hota,
Yu to zindagi mein hazaron milte hain,
Par hur kisisi pyar nahi hota
2.Aasoo-on Ke Chalne Ki Aawaz Nahi Hoti,
Dil Ke Totne Ki Aahat Nahi Hoti,
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas,
To Usey Dard Denay Ki Aadat Nahi Hoti!
3.Jaise chahate hum unhe
vo bhi chahate to koi baat hoti
paane ka armaan to tha,
bin maange mil jate to kya bat hoti
4.Waqt guzarta raha,
par sansey thami thi,
Muskura rahe the hum,
Par ankho mein nami thi,
Saath hamare ye jahan tha sara,
Par na jaane kyun tumhari kami thi...
5.Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai,
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai